Make Money Online

ब्लॉग वेबसाइट के लिए XMl Sitemap कैसे बनाये

Share:
Friends,Blog/website banane ke baad hamara ye kaam hota hai ki Hum pahle post likhe aur Un posto ko Search Engine me Kaise Show karaye.Yaani ki Google,Bing,Yahoo Etc Search Engine me Hum apne blog/website ki posto ko Search me kaise laye.Ye Sabse Bada Saval hai.Main Aaj apko batauga ki kaise hum apne blog/website ke liye Google Sitemap Kaise banaye.Is Post ko padhe aur jane ki hum kaise Apne blog/website ke liye Google XML Sitemap Bana sakte hai.



But,Agar apko nahi pata hai ki Ye Sitemap kya hota hai.Isliye Pahle hum ye jaan lete hai ki Sitemap kya hota hai.Sitemap kya hai.Sitemap kyu jaruri hota ha.Sitemap apke blog/website ke liye kitna faydemand hota hai.Sitemap ek blog/website ko kitne aage pahucha sakti hai.Aur nahi sitemap apke blog/website ko hi nahi Balki Apke blog/webste ki posto search me la sakti hai.Niche Sitemap ke Baare me Vistaar(Detail)me padhe.

 What Is Google Sitemap ? Sitemap kya hai
Sitemap Ek Prakar ki xml file hoti hai.Jisme Apke blog ke articles (Posts) Aur Unke Url Hote hai.Jo Apke blog/website ki All Posts ka Ek Map banakar Dikhata hai.Sitemap Apne blog/website me lagate hai.Taaki Apke visitors koAgar koi post nahi mil rahi hai.To Bo Sitemap me jakar Dhoodh Sakte hai.Aur Post ke url par click karke Post tak pahucha ja sakta hai.Yahi nahi Sitemap Tammam Search Engine ko Batata hai ki Apke blog/website me kya hai.Aur Fir Search Engines Jaise Google,Bing,yahoo Etc. Apne Search me dikhane lagte hai Apki Posto ko.

How To Create Google Sitemap For Blog/website ? Apne blog ke liye Sitemap Kaise Banaye
Google XML Sitemap ko banane (Create) karne ke liye Hum Online Sitemap genreter ka Upyog(USE) Karge.In steps ko Follow kare Aur Apne blog/website ke liye Google sitemap banaye.To Chaliye Hum Google SiteMap ko kaise banaye Shuru (Start) karte hai.




Firstly https://www.xml-sitemaps.com par visit Kare.
Ab Apke Saamne Kuch Is Tarh ki Ek Windows Open Hogi.



























3. Ab Url Box me Apne blog/website ka url enter kijiye.
4. Change Frequency Ke colum me Always salect kare.
5. Last Modification ke colum ko Jaisa ka Taisa rahne de.
6. Priority ko bhi kuch na kare.
7. Ab Start Butten par click kijiye.
Ab, Apka Google xml sitemap ready ho raha hai.
8. Ab apke samne ek windows open hogi,Jisme apko apne blog/website ke url par click karna hai aur bo download ho jayegi.
9. Ab sitemap download huaa hai.Us file me HTML Code hoga.
Us code ko Apne blog/website par ek page banaye aur Code ko Paste kar de.
10. Aur Publish par click karde.

So, Ab aap Check karke dekh sakte hai ki Apka Google xml sitemap ban gaya hai.Ab apko is sitemap ko google, Bing aur yahoo webmaster par apko blog aur blog ke sitemap ko submit karna hai.Iske liye aap hamari Blogging category ki Post padhe..



Agar apko sitemap banane me koi bhi dikkat ho to hame comment box me comment kare.Aur is post ko facebook,whatsapp,pinterest,google+ etc socal media site par jarur share kare.Kya pata apke kisi dost ko iski jarurat ho.Isliye share karna na bhoole.Kyuki aap share karke kisi help kar sakte hai.