SBI का Savings Bank Account Online कैसे बनायें या Open करें?(SBI Savings Bank Account Online Opening Steps by step Tutorial in Hindi)
sbi me online account kaise khole-
State bank Of India India ka Sabse Popular Bank hai.tate bank of india apne custmer ke liye achchi se achchi service provide karti hai.State bank of india ki vartman me bahut si braches hai.State bank of india me kaise saving bank account open kare Online ? Jab Me sbi me New saving account khulbana chahta tha.Tab me internet par search kar raha tha ki kaise sbi bank me online saving account khole ? Par mujhe Us time koi bhi result nahi mila Tha. Par maine Haar nahi mani thi.Ye sochkar ki Koshish karne balo ki kabhi Haar nahi hoti hai.
Jab maine koshish ki To Mujhe Jeet dikhai di Aur maine us jeet ko hashil kiya.Fir Maine socha ki Ki Kahi aap bhi to internet par sbi me account kholne ke liye jankari to nahi khoj rahe hai.Isliye Aaj maine Ye janakri yaha share ki hai.Ki kaise state bank of india me online saving account khole.yaha me apko saving account kholne ke liye step by step jankari dooga.
Friends,Online Ghar baithe sbi bank me saving bank account kholna bahut easy hai.Yaha me apko full guide karauga.Jab aap bank account khulbane ke liye bank me jayege Tab Aapse online form bharne ke liye bhi kaha ja sakta hai.Aur Uska print out lekar use bank me Kuch dacuments ke sath attech kar bank me jama karne ko kaha ja sakta hai.Tab Aapko kuch problums ho sakti hai ki kaise ham online form bharege,Kuch galti ho gai to Etc.se related ke baare me apko jankari nahi to aap kaise online form bharege.To ghabrane ki jarurat nahi hai Hum Apko yaha baariki se detail me batayge.
Bank Account kholne se pahle Ye dacument apne pass rakhe.
- Passport size ke 2 photo.
- Pan Card
- Proff of address ke liye [Aadhar card/Ration Crad/Voter Card/Light bill/Mobile bill]
- Proff of Identy ke liye [ Voter card/Aadhar card/Driving License Etc.]
Now,Bank account kaise khole ?
- Sabse pahle State bank Of India Par Jaye.
- Ab Menu Bar me Apply Sb account najar aayega,Usme 2 option hoge.Unme se ek "For rasident individual Salect kare" iske andar 3 option hoge un 3 option me apko ragular sb accout par click karna hai.
- Iske baad apply now par click karna hai.
- Now, Aapke samne Persnol Details ka page Hoga.Usme apko
- Custmer type : me Kinhi 4 option me se koi ek option choose kare.
- Example-Yadi aapki age 18 year se kam hai to Minor option chosse kare
- Name : Apka poora name enter kare.
- Father name : Apke Father ka full name enter kare.
- Date Of Birth : Apki Date of birth enter kare.
- Nationalty, Mothers name : Apki Mother ka name enter kare.
- Mertital Status : Shadi shuda hai ya nahi salect kare.
- UID : Apne aadhar card ka number enter kare.
- BHIM App क्या है Bhim App Download और Use कैसे करें
- TOP 100+ Happy New Year Shayari in Hindi 2017 - Hindi Shayari
- Coresspondnce address and permanent Address
- Ab apko yaha apka poora address dalna hai aur pincode jila state bhi salect kare.
- Ab Captcha Code ko box me enter kar Processed par click kare.
- Ab apke samne ek Popup windo open hogi jisme kaha jayega ki aap apni detail ko verify karle.
- Ok Par click kare.
- Ab Ok par click karne ke baad Niche YOUR TCRN IS AC78**** vailed for 30 day.
- bala message show hoga Jisme apko TCRN Number hoga Use Note kare.
- Additional Details Wherever Applicable Bale section me
- Rilegion : Apka dharm salect kare.
- Education Qualification : yaha apni education ki yogyta salect kare.
- Category : Yaha par apni sub caste salect kare.
- Occu.: Yaha par Ye salect kare ki aap kya kaam karte hai.
- Monthly Income : yaha apni monthly income Enter kare.
- IT Pan of form 60/61
- Yadi apke pass pancard avilable hai to pan card ki janaari bhar de.
- Aur yadi pan card avilable nahi hai to form 60/61 par click kare aur usme apka name,Address bharde.
- Particular of transection ; a. opening of me saving account. b. Issue of debit card me visa debit card.
- Ammount Of Transection ; Me Aap kitne rupay jama karna chahte hai account open ke samay.
- Ab Niche aap adress verification ke liye Jo bhi dacument jama karne bale hai.Wo dale Aur save And processed par click kare.
123
- Identification Details
- Id Type : yaha apko 1 id salact karni hi[Aadhar card/Voter card]
- No. : Id card ka number dale.
- Issued at/by : Me ye dale ki Apka aadhar/voter card kaha se issue hua kaha se Ye dale
- Issue date : apki id kab issue hui uski date likhe.
- Proof of identy : yaha par bhi uper ke jaise hi details dale.
- detail of other account of bank ; yadi apka koi aur bhi bank account hai to uski jakari yaha dale.
- Ab Save and Processe par click kare.
- Account type and service requird
- Type of account ; yaha par ye salect kare ki apko kya kya chahiye yani ki dabit card,check book,atm crad, etc.
- Details of app.: yaha par TCRN number enter kare jo ki apne note kiya tha.
- Brach code; Aap jis branch me account open karna chahte hai us branch ka branch code dale.
- Service requird : Jo Service chahiye us par tick mark kare.
- Processe par click kare.
- Iske baad apke TARN number show hoga.use note kare le Ye bahut hi importent hai.Apke mobile number par bhi TARN number ka message aayega.
Nominate
Yadi aap apne account me kisi ko nominee banana chahte hai.To yaha unki detail enter karke nominee bana sakte hai.Iske baad Save And Processed par click karede.
Friends, Ab sbi bank me bank acccount banane ki poori process ho chuki hai.Aur Ab apka saving account ke liye apply ho gaya hai.Iske baad apko bus apko bank me iska print out lekar jama karni hai.Aur iske sath Aadhar card,Voter card,Photo Etc attech karni hai.To dosto iski print out kaise le ye niche diya gaya hai.
Print Out Kaise Nikale ?
Iski printout ke liye apko dovara vahi jana hoga jaha apne Apply Now par click kiya tha.Apply Now ke niche Downlaod Complete application Par click kare.Ab Tarn number aur date of birth dalkar pdf file me download karle.Fir iske print out nikalle.Aur Is form ke sath kuch dacument attechkar bank me jama kare.Jama karne ke baad saari process ab bank adhikari ki hai.Bo process complete ho jane ke baad bo apko jo time dege us time ke baad bank me jakar passbook,debit card etc le le.
123
Ihope apne ye post padhkar jarur state bank of india me Safaltapoorvak new saving account open kar liye Hoga.Agar apko is se sambandhit koi bhi Question/problum ho to comment box me comment me likh bheje.Apke liye hamara comment box aur hindievarinfo hamesha ke liye khula hai.NIce One
Tags : how to fill up sbi account opening form sample, how to open sbi account online, how to open sbi account online 2016, how to open sbi account online in hindi, savings, sbi online application form, techbulu, Uncategorized and tagged how to, how to apply for online banking in sbi online, how to fill up sbi account opening form sample, HOW TO OPEN A SBI SAVINGS ACCOUNT ONLINE, how to open sbi account online, how to open sbi account online 2016, how to open sbi account online in hindi, How to Open SBI Account Online Step By Step Process, how to open sbi bank account online, How To Open State Bank Of India Saving Account Online, online bank account opening with zero balance, Online SBI Account, OnlineSBI.com, savings account, sbi account opening documents, sbi account opening form download, sbi online, sbi online account opening, sbi online application form, step by step,
Tags : how to fill up sbi account opening form sample, how to open sbi account online, how to open sbi account online 2016, how to open sbi account online in hindi, savings, sbi online application form, techbulu, Uncategorized and tagged how to, how to apply for online banking in sbi online, how to fill up sbi account opening form sample, HOW TO OPEN A SBI SAVINGS ACCOUNT ONLINE, how to open sbi account online, how to open sbi account online 2016, how to open sbi account online in hindi, How to Open SBI Account Online Step By Step Process, how to open sbi bank account online, How To Open State Bank Of India Saving Account Online, online bank account opening with zero balance, Online SBI Account, OnlineSBI.com, savings account, sbi account opening documents, sbi account opening form download, sbi online, sbi online account opening, sbi online application form, step by step,